Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil si nayab chiz kho baiThe

Dr. Naresh

dil si nayab chiz kho baiThe

Dr. Naresh

MORE BYDr. Naresh

    dil nāyāb chiiz kho baiThe

    kaisī daulat se haath dho baiThe

    ahd-e-māzī zikr kyā hamdam

    ahd-e-māzī ko kab ke ro baiThe

    ham ko ab ġham nahīñ judā.ī

    ashk-e-ġham jaam meñ samo baiThe

    va.az karne ko aa.e the vaa.iz

    mai se dāman magar bhigo baiThe

    kyā sabab hai 'naresh'-jī āḳhir

    kyoñ judā aaj sab se ho baiThe

    dil si nayab chiz kho baiThe

    kaisi daulat se hath dho baiThe

    ahd-e-mazi ka zikr kya hamdam

    ahd-e-mazi ko kab ke ro baiThe

    hum ko ab gham nahin judai ka

    ashk-e-gham jam mein samo baiThe

    waz karne ko aae the waiz

    mai se daman magar bhigo baiThe

    kya sabab hai 'naresh'-ji aaKHir

    kyon juda aaj sab se ho baiThe

    Source:

    Khushboo Ka Safar (Pg. 52)

    • Author: Dr. Naresh
      • Publisher: Navjot Publications Malerkotla, Punjab
      • Year of Publication: 1979
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now