Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

din-ba-din nadan banta jae hai

Meem Sheen Najmi

din-ba-din nadan banta jae hai

Meem Sheen Najmi

MORE BYMeem Sheen Najmi

    din-ba-din nādān bantā jaa.e hai

    aadmī haivān bantā jaa.e hai

    jhuuT makkārī tasanño maslahat

    ḳhud-ġharaz insān bantā jaa.e hai

    aarzī ḳhushiyoñ takmīl-e-amal

    ḳhuun sailān bantā jaa.e hai

    ḳhvāhishoñ ghan-garaj ke darmiyān

    zehn registān bantā jaa.e hai

    phuul diida dilerī azaab

    ḳhaar par bohtān bantā jaa.e hai

    har nazar ye aadmī har usuul

    maut sāmān bantā jaa.e hai

    din-ba-din nadan banta jae hai

    aadmi haiwan banta jae hai

    jhuT makkari tasanno maslahat

    KHud-gharaz insan banta jae hai

    aarzi KHushiyon ka takmil-e-amal

    KHun ka sailan banta jae hai

    KHwahishon ki ghan-garaj ke darmiyan

    zehn registan banta jae hai

    phul ki dida dileri ka azab

    KHar par bohtan banta jae hai

    har nazar ye aadmi ka har usul

    maut ka saman banta jae hai

    Source:

    Dhoop Chhaun Ke Darmiyan (Pg. 84)

    • Author: Meem Sheen Najmi
      • Publisher: News Town Publishers, Mumbai
      • Year of Publication: 2016
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now