Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

din ho ya raat hum ko chalna hai

Daud Ghazi

din ho ya raat hum ko chalna hai

Daud Ghazi

MORE BYDaud Ghazi

    din ho raat ham ko chalnā hai

    ham ko chalnā hai shab ko Dhalnā hai

    shiddat-e-ġham se laḌkhaḌāte haiñ

    laḌkhaḌā kar magar sambhalnā hai

    dosto kārvāñ banā ke chalo

    rahguzāroñ ruḳh badalnā hai

    har ġham-e-zīst hai qubūl magar

    har ġham-e-zīst ko badalnā hai

    din ho ya raat hum ko chalna hai

    hum ko chalna hai shab ko Dhalna hai

    shiddat-e-gham se laDkhaDate hain

    laDkhaDa kar magar sambhalna hai

    dosto karwan bana ke chalo

    rahguzaron ka ruKH badalna hai

    har gham-e-zist hai qubul magar

    har gham-e-zist ko badalna hai

    Source:

    Waqt Ki Sadiyan (Pg. 132)

    • Author: Daud Ghazi
      • Publisher: Kokan Urdu Writers Guild, Kenya
      • Year of Publication: 1970
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now