aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

din ka samay hai, chauk kuen ka aur bankon ke jal

Ali Akbar Natiq

din ka samay hai, chauk kuen ka aur bankon ke jal

Ali Akbar Natiq

MORE BYAli Akbar Natiq

    din samay hai, chauk kueñ aur bāñkoñ ke jaal

    aise meñ naarī ne chalī phir tītarī vaalī chaal

    jāmunoñ vaale des ke laḌke, TeḌhe un ke taur

    pañkh TaToleñ tūtiyoñ ke vo, phir kar har har Daal

    vo shaḳhs amar hai, jo pīvegā do chāñdoñ ke nuur

    us āñkheñ sadā gulābī jo dekhe ik laal

    shaam ThanDī rut ne bhare haiñ āb-e-hayāt se nain

    moñgroñ vaale baaġh ne oḌhī gahrī kāsnī shaal

    din ka samay hai, chauk kuen ka aur bankon ke jal

    aise mein nari tu ne chali phir titari wali chaal

    jamunon wale des ke laDke, TeDhe un ke taur

    pankh TaTolen tutiyon ke wo, phir kar har har Dal

    wo shaKHs amar hai, jo piwega do chandon ke nur

    us ki aankhen sada gulabi jo dekhe ek lal

    sham ki ThanDi rut ne bhare hain aab-e-hayat se nain

    mongron wale bagh ne oDhi gahri kasni shaal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now