Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diye apni zau pe jo itra rahe hain

Atif Khan

diye apni zau pe jo itra rahe hain

Atif Khan

MORE BYAtif Khan

    diye apnī zau pe jo itrā rahe haiñ

    añdhere muhāfiz hue rahe haiñ

    jo ham dil ke dil meñ dafnā rahe haiñ

    vo asrār ḳhud khule rahe haiñ

    unheñ bhūlnā itnā āsāñ na hogā

    mirī zindagī jo hue rahe haiñ

    tumhārī sadāqat hai ye qīmat

    ham ilzām sar pe liye rahe haiñ

    hamī se hai ġhāfil hamārā masīhā

    idhar aas meñ zahr ham khā rahe haiñ

    diye apni zau pe jo itra rahe hain

    andhere muhafiz hue ja rahe hain

    jo hum dil ke dil mein hi dafna rahe hain

    wo asrar KHud hi khule ja rahe hain

    unhen bhulna itna aasan na hoga

    meri zindagi jo hue ja rahe hain

    tumhaari sadaqat ki hai ye hi qimat

    hum ilzam sar pe liye ja rahe hain

    hami se hai ghafil hamara masiha

    idhar aas mein zahr hum kha rahe hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now