Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diye ki lau se na jal jae tirgi shab ki

Abrar Hamid

diye ki lau se na jal jae tirgi shab ki

Abrar Hamid

MORE BYAbrar Hamid

    diye lau se na jal jaa.e tīrgī shab

    ki din qadr baa.is hai har ghaḌī shab

    jo dil-ḳharāsh haiñ kuchh lamhe din ke lamhoñ meñ

    to dil-faroz bhī haiñ sā.ateñ ka.ī shab

    kahāñ ke ḳhvāb mire aur kahāñ ta.abīreñ

    mujhe to sone na de ab sahar-garī shab

    jo vo nahīñ hai to kuchh bhī nahīñ hai phir 'hāmid'

    abas haiñ chāñd ke bin raunaqeñ sabhī shab

    diye ki lau se na jal jae tirgi shab ki

    ki din ki qadr ka bais hai har ghaDi shab ki

    jo dil-KHarash hain kuchh lamhe din ke lamhon mein

    to dil-faroz bhi hain saaten kai shab ki

    kahan ke KHwab mere aur kahan ki tabiren

    mujhe to sone na de ab sahar-gari shab ki

    jo wo nahin hai to kuchh bhi nahin hai phir 'hamid'

    abas hain chand ke bin raunaqen sabhi shab ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now