Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dukhon ki wadi mein har sham ka guzar aise

Syeda Ziya Khalida

dukhon ki wadi mein har sham ka guzar aise

Syeda Ziya Khalida

MORE BYSyeda Ziya Khalida

    dukhoñ vaadī meñ har shaam guzar aise

    tumhārī yaad phailā ho dhuñdlakā jaise

    sitam-zarīf batā kis tarah manā.ūñ tujhe

    ki juz tire maiñ guzārūñgī zindagī kaise

    rutoñ meñ aayā nazar pyaar rachāo mujhe

    tire vajūd ko ḳhud meñ samo liyā aise

    bharī bahār jo guzrī to phir guzartī ga.ī

    magar hameñ to ḳhabar na ho sakī jaise

    mohabbatoñ ke jazīroñ ke ḳhvāb baaqī haiñ

    vagarna din ke ujāle bhī raakh haiñ jaise

    dukhon ki wadi mein har sham ka guzar aise

    tumhaari yaad ka phaila ho dhundlaka jaise

    sitam-zarif bata kis tarah manaun tujhe

    ki juz tere main guzarungi zindagi kaise

    ruton mein aaya nazar pyar ka rachao mujhe

    tere wajud ko KHud mein samo liya aise

    bhari bahaar jo guzri to phir guzarti gai

    magar hamein to KHabar hi na ho saki jaise

    mohabbaton ke jaziron ke KHwab baqi hain

    wagarna din ke ujale bhi rakh hain jaise

    Source :
    • Book : Khayaabaan (Pg. 145)
    • Author : Hassan Abbas Raza
    • Publication : Bazm-e-Khayaabaan-e-adab, Pakistan
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now