Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

duniya hai tez dhup samundar hai jaise tu

Javed Nasir

duniya hai tez dhup samundar hai jaise tu

Javed Nasir

MORE BYJaved Nasir

    duniyā hai tez dhuup samundar hai jaise

    bas ek saañs aur ki manzar hai jaise

    ye aur baat hai ki bahut muqtadir huuñ maiñ

    hai dastaras meñ koī to pal bhar hai jaise

    bas chalte chalte mujh ko badan ravish milī

    varna ye sard shaam bhī patthar hai jaise

    kyā jaane kis sadī takalluf hai darmiyāñ

    ye roz o shab dhuul behtar hai jaise

    duniya hai tez dhup samundar hai jaise tu

    bas ek sans aur ki manzar hai jaise tu

    ye aur baat hai ki bahut muqtadir hun main

    hai dastaras mein koi to pal bhar hai jaise tu

    bas chalte chalte mujh ko badan ki rawish mili

    warna ye sard sham bhi patthar hai jaise tu

    kya jaane kis sadi ka takalluf hai darmiyan

    ye roz o shab ki dhul hi behtar hai jaise tu

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    duniya hai tez dhup samundar hai jaise tu Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now