Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dushman se bhi hath milaya ja sakta hai

Azmul Hasnain Azmi

dushman se bhi hath milaya ja sakta hai

Azmul Hasnain Azmi

MORE BYAzmul Hasnain Azmi

    dushman se bhī haath milāyā saktā hai

    dard bhī to lutf uThāyā saktā hai

    phir se ek mohabbat bhī saktī hai

    tere ġham se haath chhuḌāyā saktā hai

    sāñjhā koī beach meñ peḌ lagā lete haiñ

    jis donoñ ghar meñ saaya saktā hai

    hamsā.e jo apne ghar meñ aaj nahīñ haiñ

    dīvāroñ ko dard sunāyā saktā hai

    hijr ke haath pe ḳhuddārī ko girvī rakh ke

    phir se us ko phone lagāyā saktā hai

    saarī raat ibādat to hai mushkil 'azmī'

    haañ raste se sañg haTāyā saktā hai

    dushman se bhi hath milaya ja sakta hai

    dard ka bhi to lutf uThaya ja sakta hai

    phir se ek mohabbat bhi ki ja sakti hai

    tere gham se hath chhuDaya ja sakta hai

    sanjha koi beach mein peD laga lete hain

    jis ka donon ghar mein saya ja sakta hai

    hamsae jo apne ghar mein aaj nahin hain

    diwaron ko dard sunaya ja sakta hai

    hijr ke hath pe KHuddari ko girwi rakh ke

    phir se us ko phone lagaya ja sakta hai

    sari raat ibaadat to hai mushkil 'azmi'

    han raste se sang haTaya ja sakta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now