Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dur tak bas KHun ke Thahre hue dariya mile

Intikhab Syed

dur tak bas KHun ke Thahre hue dariya mile

Intikhab Syed

MORE BYIntikhab Syed

    duur tak bas ḳhuun ke Thahre hue dariyā mile

    muddatoñ jaagī huī āñkhoñ ko dekhā ro paḌe

    ehtirāman zindagī ko muñh lagānā paḌā

    varna ham aur zindagī zahr tauba kījiye

    apne kāñdhoñ par liye apnī ka.ī shaḳhsiyyateñ

    raat bhar āñkhoñ ke jañgal meñ bhaTakte rahe

    chīḳhte chillāte andeshoñ āñkheñ surḳh haiñ

    jism nā-puḳhta saḌkoñ se guzarnā chhoḌiye

    ḳhuun ke dhabboñ sachchā.ī Darātī rahī

    apne baare meñ kabhī sochā to ghabrāne lage

    TuuTe phūTe kaale shabdoñ ke bhare bāzār meñ

    is qadar ḳhud ko ghumāyā hai ki kaale paḌ ga.e

    dur tak bas KHun ke Thahre hue dariya mile

    muddaton jagi hui aankhon ko dekha ro paDe

    ehtiraman zindagi ko munh lagana hi paDa

    warna hum aur zindagi ka zahr tauba kijiye

    apne kandhon par liye apni kai shaKHsiyyaten

    raat bhar aankhon ke jangal mein bhaTakte hi rahe

    chiKHte chillate andeshon ki aankhen surKH hain

    jism ki na-puKHta saDkon se guzarna chhoDiye

    KHun ke dhabbon ki sachchai Daraati hi rahi

    apne bare mein kabhi socha to ghabrane lage

    TuTe phuTe kale shabdon ke bhare bazar mein

    is qadar KHud ko ghumaya hai ki kale paD gae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now