Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dur tak ek siyahi ka bhanwar aaega

Khaleel Tanveer

dur tak ek siyahi ka bhanwar aaega

Khaleel Tanveer

MORE BYKhaleel Tanveer

    duur tak ek siyāhī bhañvar aa.egā

    ḳhud meñ utroge to aisā bhī safar aa.egā

    aañkh jo dekhegī dil us ko nahīñ mānegā

    dil jo dekhegā vo āñkhoñ meñ ubhar aa.egā

    apne ehsās manzar badal jā.egā

    aañkh jhapkegī to kuchh aur nazar aa.egā

    aur chalnā hai to be-ḳhauf-o-ḳhatar niklo bhī

    na kisī abr saaya na shajar aa.egā

    ḳhatm ho jā.egī jab jashn-e-mulāqāt raat

    yaad bujhte hue ḳhvāboñ nagar aa.egā

    dur tak ek siyahi ka bhanwar aaega

    KHud mein utroge to aisa bhi safar aaega

    aankh jo dekhegi dil us ko nahin manega

    dil jo dekhega wo aankhon mein ubhar aaega

    apne ehsas ka manzar hi badal jaega

    aankh jhapkegi to kuchh aur nazar aaega

    aur chalna hai to be-KHauf-o-KHatar niklo bhi

    na kisi abr ka saya na shajar aaega

    KHatm ho jaegi jab jashn-e-mulaqat ki raat

    yaad bujhte hue KHwabon ka nagar aaega

    Source :
    • Book : Gil-e-Lajvard (Pg. 97)
    • Author : Khaleel Tanveer
    • Publication : Al-asr Publications, Ahmedabad (2005)
    • Edition : 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now