Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek muddat se bahut chiKH raha hai mujh mein

Khan Rizwan

ek muddat se bahut chiKH raha hai mujh mein

Khan Rizwan

MORE BYKhan Rizwan

    ek muddat se bahut chīḳh rahā hai mujh meñ

    dard-e-furqat koī maarā huā hai mujh meñ

    kaise kah duuñ ki nahīñ ḳhāna-e-dil meñ koī

    roz-e-avval se makīñ merā ḳhudā hai mujh meñ

    koī pur-shor bayābāñ sadā hai mujh meñ

    maiñ ta.alluq ko nibhāne hunar jāntā huuñ

    phir bhī rūThā huā hamrāz mirā hai mujh meñ

    kaise maiñ hāl-e-dil-e-zār batā.ūñ sab ko

    ik ajab tarah tūfān bapā hai mujh meñ

    ek muddat se bahut chiKH raha hai mujh mein

    dard-e-furqat ka koi mara hua hai mujh mein

    kaise kah dun ki nahin KHana-e-dil mein koi

    roz-e-awwal se makin mera KHuda hai mujh mein

    koi pur-shor bayaban ki sada hai mujh mein

    main talluq ko nibhane ka hunar jaanta hun

    phir bhi ruTha hua hamraaz mera hai mujh mein

    kaise main haal-e-dil-e-zar bataun sab ko

    ek ajab tarah ka tufan bapa hai mujh mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now