Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ewaz diyon ke wo raaten ujalne wale

Aftab Navab

ewaz diyon ke wo raaten ujalne wale

Aftab Navab

MORE BYAftab Navab

    evaz diyoñ ke vo rāteñ ujālne vaale

    sunā hai jal ga.e sūraj ko pālne vaale

    jo mujh ko jhoñk ke bhāge haiñ jang meñ tanhā

    haiñ mere baad ḳhilāfat sambhālne vaale

    ye jin chauk meñ lāsheñ paḌī haiñ lā-vāris

    yahī the pyaar rāheñ nikālne vaale

    zabāñ jis nahīñ hai vo bol paa.e kyā

    bujhe charāġh meñ ai tel Dālne vaale

    are bulā ki unheñ aa.ina dikhā.eñ ham

    kahāñ haiñ chāñd pe kīchaḌ uchhālne vaale

    ewaz diyon ke wo raaten ujalne wale

    suna hai jal gae suraj ko palne wale

    jo mujh ko jhonk ke bhage hain jang mein tanha

    hain mere baad KHilafat sambhaalne wale

    ye jin ki chauk mein lashen paDi hain la-waris

    yahi the pyar ki rahen nikalne wale

    zaban hi jis ki nahin hai wo bol pae kya

    bujhe charagh mein ai tel Dalne wale

    are bula ki unhen aaina dikhaen hum

    kahan hain chand pe kichaD uchhaalne wale

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now