Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fasle jo baDh gae

Tufail Amir

fasle jo baDh gae

Tufail Amir

MORE BYTufail Amir

    fāsle jo baḌh ga.e

    mushkiloñ meñ paḌ ga.e

    haq jo āvāz the

    sūliyoñ par chaḌh ga.e

    dar tumhārā sāmne

    aaj aage baḌh ga.e

    vo nazar ke sāmne

    aa.ine se jaḌ ga.e

    baat to kuchh bhī na thī

    lekin 'āmir' aḌ ga.e

    fasle jo baDh gae

    mushkilon mein paD gae

    haq ki jo aawaz the

    suliyon par chaDh gae

    dar tumhaara samne

    aaj aage baDh gae

    wo nazar ke samne

    aaine se jaD gae

    baat to kuchh bhi na thi

    lekin 'amir' aD gae

    Source:

    Barfeeli Dhoop (Pg. 63)

    • Author: Tufail Amir
      • Publisher: Ghalib Numa Publications, Lahore
      • Year of Publication: 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now