Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

faqat saje hue diwar-o-dar ka kya matlab

Sandeep Gupte

faqat saje hue diwar-o-dar ka kya matlab

Sandeep Gupte

MORE BYSandeep Gupte

    faqat saje hue dīvār-o-dar kyā matlab

    jahāñ sukūn nahīñ aise ghar kyā matlab

    kisī ke kaam na aa.e to zar kyā matlab

    na phal na chhāñv hai aise shajar kyā matlab

    na rāstoñ Thikāna na manziloñ patā

    tire baġhair mire is safar kyā matlab

    koī hayāt ke ma.anī batā ke samjhā.e

    tavīl kyā hai bhalā muḳhtasar kyā matlab

    faqat saje hue diwar-o-dar ka kya matlab

    jahan sukun nahin aise ghar ka kya matlab

    kisi ke kaam na aae to zar ka kya matlab

    na phal na chhanw hai aise shajar ka kya matlab

    na raston ka Thikana na manzilon ka pata

    tere baghair mere is safar ka kya matlab

    koi hayat ke mani bata ke samjhae

    tawil kya hai bhala muKHtasar ka kya matlab

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now