Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

faqir aaina hai parda-e-KHayal nahin

Bashir Badr

faqir aaina hai parda-e-KHayal nahin

Bashir Badr

MORE BYBashir Badr

    faqīr aa.ina hai parda-e-ḳhayāl nahīñ

    mire badan pe kisī maslahat shaal nahīñ

    ye log jiite haiñ ḳhush-fahmiyoñ qabroñ meñ

    vatan-parastī is se baḌī misāl nahīñ

    zamīn maañ bhī hai mahbūb bhī hai beTī bhī

    zamīn chhoḌ ke jā.ūñ koī savāl nahīñ

    kahāniyoñ muqaddar vahī adhūrā-pan

    kahīñ firāq nahīñ hai kahīñ visāl nahīñ

    bahut udaas rahī zindagī tumhāre baad

    ḳhayāl thā ki tumheñ bhūlnā muhāl nahīñ

    faqir aaina hai parda-e-KHayal nahin

    mere badan pe kisi maslahat ki shaal nahin

    ye log jite hain KHush-fahmiyon ki qabron mein

    watan-parasti ki is se baDi misal nahin

    zamin man bhi hai mahbub bhi hai beTi bhi

    zamin chhoD ke jaun koi sawal nahin

    kahaniyon ka muqaddar wahi adhura-pan

    kahin firaq nahin hai kahin visal nahin

    bahut udas rahi zindagi tumhaare baad

    KHayal tha ki tumhein bhulna muhaal nahin

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now