Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

farq to paDna tha yari mein

Shariq Kaifi

farq to paDna tha yari mein

Shariq Kaifi

MORE BYShariq Kaifi

    farq to paḌnā thā yaarī meñ

    itnī lambī bīmārī meñ

    mahfil kyā lutf uThā.eñ

    thak jaate haiñ tayyārī meñ

    ye bhī ḳhud meñ ek sazā hai

    itnī der giraftārī meñ

    haamī the tartīb ke lekin

    bhuul ga.e apnī baarī meñ

    is se baḌī mushkil kyā hogī

    merā ḳhudā hai dushvārī meñ

    yuuñ bhī kam rusvā.ī huī hai

    achchhe the duniyā-dārī meñ

    farq to paDna tha yari mein

    itni lambi bimari mein

    mahfil ka kya lutf uThaen

    thak jate hain tayyari mein

    ye bhi KHud mein ek saza hai

    itni der giraftari mein

    hami the tartib ke lekin

    bhul gae apni bari mein

    is se baDi mushkil kya hogi

    mera KHuda hai dushwari mein

    yun bhi kam ruswai hui hai

    achchhe the duniya-dari mein

    Source:

    Dukh Naye Kapde Badal Kar (Pg. 34)

    • Author: Shariq Kaifi
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2019
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now