aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

faza-e-tira-shabi ka hisab karna hai

Nazir Siddiqi

faza-e-tira-shabi ka hisab karna hai

Nazir Siddiqi

MORE BYNazir Siddiqi

    fazā-e-tīra-shabī hisāb karnā hai

    charāġh-e-shām tujhe māhtāb karnā hai

    mirī sarisht meñ dāḳhil vafā pābandī

    tirā shi.ār musalsal itaab karnā hai

    hamāre shānoñ pe hai bojh zindagī magar

    hamīñ ko fikr-e-azāb-o-savāb karnā hai

    zamīñ pe zulm khetī bhī suukh jā.egī

    bas ek din use hukm-e-azāb karnā hai

    lahū qatra-e-āḳhir bhī de ke ai 'nāzir'

    tamām sehn-e-chaman ko gulāb karnā hai

    faza-e-tira-shabi ka hisab karna hai

    charagh-e-sham tujhe mahtab karna hai

    meri sarisht mein daKHil wafa ki pabandi

    tera shiar musalsal itab karna hai

    hamare shanon pe hai bojh zindagi ka magar

    hamin ko fikr-e-azab-o-sawab karna hai

    zamin pe zulm ki kheti bhi sukh jaegi

    bas ek din use hukm-e-azab karna hai

    lahu ka qatra-e-aKHir bhi de ke ai 'nazir'

    tamam sehn-e-chaman ko gulab karna hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now