Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fazl mujh par mere KHuda ka hai

Maqsood Nashtari

fazl mujh par mere KHuda ka hai

Maqsood Nashtari

MORE BYMaqsood Nashtari

  fazl mujh par mire ḳhudā hai

  ye karishma kisī duā hai

  imtihāñ ab mirī anā hai

  ye taqāza tirī razā hai

  bahr-e-tāzīm surḳh-rūī hai

  faiz ye sab tirī atā hai

  bādshāhoñ ko sar-nigūñ dekhā

  martaba ye tire gadā hai

  kaun kis ko vafā-shanās kahe

  raaj har samt ab jafā hai

  mujh ko rusvā.iyoñ ne gher liyā

  sar meñ saudā tirī vafā hai

  jis se insāniyat hai sharminda

  ye tarīqa irtiqā hai

  jis tahrīr se kiran phūTī

  ḳhat ye 'maqsūd' ḳhush-adā hai

  fazl mujh par mere KHuda ka hai

  ye karishma kisi dua ka hai

  imtihan ab meri ana ka hai

  ye taqaza teri raza ka hai

  bahr-e-tazim surKH-rui hai

  faiz ye sab teri ata ka hai

  baadshahon ko sar-nigun dekha

  martaba ye tere gada ka hai

  kaun kis ko wafa-shanas kahe

  raj har samt ab jafa ka hai

  mujh ko ruswaiyon ne gher liya

  sar mein sauda teri wafa ka hai

  jis se insaniyat hai sharminda

  ye tariqa hi irtiqa ka hai

  jis ki tahrir se kiran phuTi

  KHat ye 'maqsud' KHush-ada ka hai

  Source :
  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now