Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gae hum jo ulfat ki wan rah karne

Nazeer Akbarabadi

gae hum jo ulfat ki wan rah karne

Nazeer Akbarabadi

MORE BYNazeer Akbarabadi

    ga.e ham jo ulfat vaañ raah karne

    irāde se chāhat ke āgāh karne

    kahā us ne aanā huā kis sabab se

    kahā aap ke dil ko hamrāh karne

    biThāyā aur ik chuTkī aisī jis se

    lage muñh banā ham vahīñ aah karne

    jo ye shakl dekhī to chuTkī bajā kar

    kahā yuuñ 'nazīr' aur lagā vaah karne

    miyāñ ek chuTkī se aah ruk kar

    isī muñh se aa.e ho tum chaah karne

    gae hum jo ulfat ki wan rah karne

    irade se chahat ke aagah karne

    kaha us ne aana hua kis sabab se

    kaha aap ke dil ko hamrah karne

    biThaya aur ek chuTki li aisi jis se

    lage munh bana hum wahin aah karne

    jo ye shakl dekhi to chuTki baja kar

    kaha yun 'nazir' aur laga wah karne

    miyan ek chuTki se ki aah ruk kar

    isi munh se aae ho tum chah karne

    Source:

    Deewan-e-Nazeer Akbarabadi (Pg. page-62 ebook-105)

      • Edition: 1942
      • Publisher: Anjuman Taraqqi Urdu (Hind), Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now