Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gham diya hai to siwa hausla-e-gham dena

Aabid Jafri

gham diya hai to siwa hausla-e-gham dena

Aabid Jafri

MORE BYAabid Jafri

    ġham diyā hai to sivā hausla-e-ġham denā

    ye to ik aag hai phir kyā ise shabnam denā

    ab bhī soī huī rātoñ thakan baaqī hai

    ḳhvāb denā hoñ zarūrī to zarā kam denā

    vaqt se mujhe ummīd masīhā.ī thī

    vaqt bhuul gayā zaḳhm ko marham denā

    us ne ta.abīr ke sab bhed chhupā.e ham se

    jis ne sīkhā hai hameñ ḳhvāb aalam denā

    gham diya hai to siwa hausla-e-gham dena

    ye to ek aag hai phir kya ise shabnam dena

    ab bhi soi hui raaton ki thakan baqi hai

    KHwab dena hon zaruri to zara kam dena

    waqt se hi mujhe ummid masihai ki thi

    waqt hi bhul gaya zaKHm ko marham dena

    us ne tabir ke sab bhed chhupae hum se

    jis ne sikha hai hamein KHwab ka aalam dena

    Source:

    Sapne Jagti Aankhon Ke (Pg. 42)

    • Author: Aabid Jafri
      • Publisher: Institute of Third World Arts & Literature, Britannia
      • Year of Publication: 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now