Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gar mere lahu rone ka baran banega

Wali Uzlat

gar mere lahu rone ka baran banega

Wali Uzlat

MORE BYWali Uzlat

    gar mere lahū rone bārān banegā

    kūcha tirā rashk-e-chamanistān banegā

    gar us qad-e-mauzūñ tamannā meñ asar hai

    barjasta mirī bātoñ dīvān banegā

    us zulf gar lail barāt aave mire haat

    dil ke mire dāġhoñ charāġhān banegā

    'uzlat' kar us zulf-e-pareshāñ se ye dil jam.a

    zunnār shīrāza-e-qur.ān banegā

    gar mere lahu rone ka baran banega

    kucha tera rashk-e-chamanistan banega

    gar us qad-e-mauzun ka tamanna mein asar hai

    barjasta meri baaton ka diwan banega

    us zulf ki gar lail baraat aawe mere hat

    dil ke mere daghon ka charaghan banega

    'uzlat' tu kar us zulf-e-pareshan se ye dil jama

    zunnar ka shiraaza-e-quran banega

    Source:

    Deewan-e-uzlat(Rekhta Website) (Pg. 13)

    • Author: Syed Saadullah
      • Edition: 1759
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now