Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gar us se rabt mera sirf iKHtilafi tha

Humaira Rahman

gar us se rabt mera sirf iKHtilafi tha

Humaira Rahman

MORE BYHumaira Rahman

    gar us se rabt mirā sirf iḳhtilāfī thā

    to us radd-e-amal qābil-e-muāfī thā

    mohabbatoñ meñ mafādāt kaun yaad rakhe

    so ham ko apne liye ek naam kaafī thā

    charāġh jab bhī jalāyā koī to gul na kiyā

    ye raushnī rivāyāt ke munāfī thā

    use ḳhayāl thā merī shikasta-pā.ī

    ye jānñā bhī to us zaḳhm talāfī thā

    'humairā' umr guzārī to e'tibār aayā

    ki is makān sāmān sab izāfī thā

    gar us se rabt mera sirf iKHtilafi tha

    to us ka radd-e-amal qabil-e-muafi tha

    mohabbaton mein mafadat kaun yaad rakhe

    so hum ko apne liye ek nam kafi tha

    charagh jab bhi jalaya koi to gul na kiya

    ye raushni ki riwayat ke munafi tha

    use KHayal tha meri shikasta-pai ka

    ye jaanna bhi to us zaKHm ki talafi tha

    'humaira' umr guzari to e'tibar aaya

    ki is makan ka saman sab izafi tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now