Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gardish-e-waqt se laDna hai jhagaDna hai abhi

Sabiha Sadaf

gardish-e-waqt se laDna hai jhagaDna hai abhi

Sabiha Sadaf

MORE BYSabiha Sadaf

    gardish-e-vaqt se laḌnā hai jhagaḌnā hai abhī

    chaḌhte sūraj haiñ hameñ aur ubharnā hai abhī

    hausle dūrī-e-manzil se na thak jaa.eñ kahīñ

    kitnī pur-ḳhār rāhoñ se guzarnā hai abhī

    nok-e-mizhgāñ pe utar aa.e haiñ aañsū aise

    abr-e-bārāñ tarah jaise barasnā hai abhī

    us ko ḳhvāboñ meñ basā rakkhā hai ḳhushbū tarah

    aur ta.abīr talak us ko Thaharnā hai abhī

    Thokareñ ham ko sambhalne sabaq detī hai

    bārhā tum ko 'sadaf' girnā sambhalnā hai abhī

    gardish-e-waqt se laDna hai jhagaDna hai abhi

    chaDhte suraj hain hamein aur ubharna hai abhi

    hausle duri-e-manzil se na thak jaen kahin

    kitni pur-KHar si rahon se guzarna hai abhi

    nok-e-mizhgan pe utar aae hain aansu aise

    abr-e-baran ki tarah jaise barasna hai abhi

    us ko KHwabon mein basa rakkha hai KHushbu ki tarah

    aur tabir talak us ko Thaharna hai abhi

    Thokaren hum ko sambhalne ka sabaq deti hai

    barha tum ko 'sadaf' girna sambhalna hai abhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now