Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghar ki tanhai chhupa di jae

Rakesh Toofan

ghar ki tanhai chhupa di jae

Rakesh Toofan

MORE BYRakesh Toofan

    ghar tanhā.ī chhupā jaa.e

    us tasvīr lagā jaa.e

    maiñ bhī zinda huuñ bichhaḌ ke us se

    aao afvāh uḌā jaa.e

    mujh ko barbād kiyā hai us ne

    us ko kuchh aur duā jaa.e

    us ke aane se ġhazal hotī hai

    us ko āvāz zarā jaa.e

    maiñ ne taslīm kiyā hai us ko

    sab ko ye baat batā jaa.e

    ghar ki tanhai chhupa di jae

    us ki taswir laga di jae

    main bhi zinda hun bichhaD ke us se

    aao afwah uDa di jae

    mujh ko barbaad kiya hai us ne

    us ko kuchh aur dua di jae

    us ke aane se ghazal hoti hai

    us ko aawaz zara di jae

    main ne taslim kiya hai us ko

    sab ko ye baat bata di jae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now