Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gila honTon pe lae ja raha hun

Arif Ishtiaque

gila honTon pe lae ja raha hun

Arif Ishtiaque

MORE BYArif Ishtiaque

    gila hoñToñ pe laa.e rahā huuñ

    maiñ terā ġham manā.e rahā huuñ

    vo mujh ko bhuul jaa.e rahī hai

    maiñ is ko yaad aa.e rahā huuñ

    badan thā aa gayā hai lauT ke ghar

    maiñ tere paas paa.e rahā huuñ

    sitam ye hai ki ab bhī nahīñ hai

    garebāñ muñh chhupā.e rahā huuñ

    jise dekho vo ro.e rahā hai

    maiñ tere ḳhat sunā.e rahā huuñ

    gila honTon pe lae ja raha hun

    main tera gham manae ja raha hun

    wo mujh ko bhul jae ja rahi hai

    main is ko yaad aae ja raha hun

    badan tha aa gaya hai lauT ke ghar

    main tere pas pae ja raha hun

    sitam ye hai ki ab tu bhi nahin hai

    gareban munh chhupae ja raha hun

    jise dekho wo roe ja raha hai

    main tere KHat sunae ja raha hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now