Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

go sada tumne kaj-adai ki

Wafa Niyazi

go sada tumne kaj-adai ki

Wafa Niyazi

MORE BYWafa Niyazi

    go sadā tum ne kaj-adā.ī

    ham ne har zulm samā.ī

    dil ke dil meñ rahe mere armāñ

    aa ga.ī umr pārsā.ī

    us ke va.ade e'tibār kiyā

    jis aadat ho bevafā.ī

    hech nazroñ meñ ho ga.ī shāhī

    jab tire dar jubba-sā.ī

    ham se qaa.em 'vafā' naam rahā

    tum se izzat hai bevafā.ī

    go sada tum ne kaj-adai ki

    hum ne har zulm ki samai ki

    dil ke dil mein rahe mere arman

    aa gai umr parsai ki

    us ke wade ka e'tibar kiya

    jis ki aadat ho bewafai ki

    hech nazron mein ho gai shahi

    jab tere dar ki jubba-sai ki

    hum se qaem 'wafa' ka nam raha

    tum se izzat hai bewafai ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now