Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghubar-e-jahan mein chhupe ba-kamalon ki saf dekhta hun

Ain Tabish

ghubar-e-jahan mein chhupe ba-kamalon ki saf dekhta hun

Ain Tabish

MORE BYAin Tabish

    ġhubār-e-jahāñ meñ chhupe bā-kamāloñ saf dekhtā huuñ

    maiñ ahd-e-guzishta ke āshuftagāñ taraf dekhtā huuñ

    maiñ sar ko chhupāne se pahle jahāñ hadaf dekhtā huuñ

    mahakte hue nek phūloñ ko ḳhanjar-ba-kaf dekhtā huuñ

    hai andar talak ek neza gulū maiñ kār-e-vazū meñ

    to is haao meñ maiñ kahāñ par huuñ kis taraf dekhtā huuñ

    zamāne ghāteñ kitāboñ bātoñ ko jhuTlā rahī haiñ

    maiñ hairat maarā tamāshā.i-e-iz o sharaf dekhtā huuñ

    panah mil na paa.ī ḳhayāl-e-ḳhudā meñ jamāl-e-ḳhudī meñ

    maiñ is bebasī meñ pareshān su-e-najaf dekhtā huuñ

    ghubar-e-jahan mein chhupe ba-kamalon ki saf dekhta hun

    main ahd-e-guzishta ke aashuftagan ki taraf dekhta hun

    main sar ko chhupane se pahle jahan ka hadaf dekhta hun

    mahakte hue nek phulon ko KHanjar-ba-kaf dekhta hun

    hai andar talak ek neza gulu main kar-e-wazu mein

    to is hao mein main kahan par hun kis ki taraf dekhta hun

    zamane ki ghaten kitabon ki baaton ko jhuTla rahi hain

    main hairat ka mara tamashai-e-iz o sharaf dekhta hun

    panah mil na pai KHayal-e-KHuda mein jamal-e-KHudi mein

    main is bebasi mein pareshan su-e-najaf dekhta hun

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Ain Tabish

    Ain Tabish

    RECITATIONS

    Ain Tabish

    Ain Tabish,

    Ain Tabish

    ghubar-e-jahan mein chhupe ba-kamalon ki saf dekhta hun Ain Tabish

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now