Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gul hansa to hansa diya kis ne

Shah Khamosh Sabri

gul hansa to hansa diya kis ne

Shah Khamosh Sabri

MORE BYShah Khamosh Sabri

    gul hañsā to hañsā diyā kis ne

    royā bulbul rulā diyā kis ne

    sham.a parvāna ko jalātī hai

    sham.a dil jalā diyā kis ne

    ḳhvāb meñ shab ko aa zuleḳhā ke

    shakl-e-yūsuf dikhā diyā kis ne

    shaiḳh aur barhaman nahīñ samjhe

    dair-o-ka.aba basā diyā kis ne

    aag meñ jab gire ḳhalīlullāh

    Daalā kis ne bujhā diyā kis ne

    muñh se mansūr ke anal-haq ko

    kahā kis ne sazā diyā kis ne

    hai vahī to samajh le bas ḳhāmosh

    tujh ko aql-e-rasā diyā kis ne

    gul hansa to hansa diya kis ne

    roya bulbul rula diya kis ne

    shama parwana ko jalati hai

    shama ka dil jala diya kis ne

    KHwab mein shab ko aa zuleKHa ke

    shakl-e-yusuf dikha diya kis ne

    shaiKH aur barhaman nahin samjhe

    dair-o-kaba basa diya kis ne

    aag mein jab gire KHalilullah

    Dala kis ne bujha diya kis ne

    munh se mansur ke anal-haq ko

    kaha kis ne saza diya kis ne

    hai wahi to samajh le bas KHamosh

    tujh ko aql-e-rasa diya kis ne

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now