Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gulshan gulshan phul

Sahir Ludhianvi

gulshan gulshan phul

Sahir Ludhianvi

MORE BYSahir Ludhianvi

    gulshan gulshan phuul

    dāman dāman dhuul

    marne par ta.azīr

    jiine par mahsūl

    har jazba maslūb

    har ḳhvāhish maqtūl

    ishq pareshāñ-hāl

    nāz-e-husn malūl

    na.ara-e-haq ma.atūb

    makr-o-riyā maqbūl

    sanvrā nahīñ jahāñ

    aa.e ka.ī rasūl

    gulshan gulshan phul

    daman daman dhul

    marne par tazir

    jine par mahsul

    har jazba maslub

    har KHwahish maqtul

    ishq pareshan-haal

    naz-e-husn malul

    nara-e-haq matub

    makr-o-riya maqbul

    sanwra nahin jahan

    aae kai rasul

    Source:

    Kulliyat-e-Sahir Ludhianvi (Pg. 256)

    • Author: SAHIR LUDHIANVI
      • Publisher: Farid Book Depot (Pvt.) Ltd
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now