Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

guman ki had se guzar kar yaqin ki had mein aae

Zafar Kamali

guman ki had se guzar kar yaqin ki had mein aae

Zafar Kamali

MORE BYZafar Kamali

    gumāñ had se guzar kar yaqīñ had meñ aa.e

    vo āsmān agar hai zamīñ had meñ aa.e

    makīñ to rahte haiñ har dam makān had meñ

    kabhī makāñ bhī to apne makīñ had meñ aa.e

    tamām umr use DhūñDhtī rahīñ āñkheñ

    vo aa sake to dam-e-vāpsīñ had meñ aa.e

    use milegā surāġh-e-adam surāġh-e-vajūd

    jo haañ had se nikal kar nahīñ had meñ aa.e

    ye kaise saañp haiñ jo duudh jā-ba-jā kar

    panāh lene mirī āstīñ had meñ aa.e

    tamām log hue razm-o-bazm hissa

    magar 'zafar' kisī gosha-nashīñ had meñ aa.e

    guman ki had se guzar kar yaqin ki had mein aae

    wo aasman agar hai zamin ki had mein aae

    makin to rahte hain har dam makan ki had mein

    kabhi makan bhi to apne makin ki had mein aae

    tamam umr use DhunDhti rahin aankhen

    wo aa sake to dam-e-wapsin ki had mein aae

    use milega suragh-e-adam suragh-e-wajud

    jo han ki had se nikal kar nahin ki had mein aae

    ye kaise sanp hain jo dudh ja-ba-ja pi kar

    panah lene meri aastin ki had mein aae

    tamam log hue razm-o-bazm ka hissa

    magar 'zafar' kisi gosha-nashin ki had mein aae

    Source:

    (Pg. 243)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now