Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hai gali sunsan khiDki band rakh

Rehman Musawwir

hai gali sunsan khiDki band rakh

Rehman Musawwir

MORE BYRehman Musawwir

    hai galī sunsān khiḌkī band rakh

    maiñ yahāñ anjān khiḌkī band rakh

    kyā pata kab paar ho jaa.eñ hadeñ

    tez hai tūfān khiḌkī band rakh

    maiñ to banjārā huuñ mujh se is qadar

    mat baḌhā pahchān khiḌkī band rakh

    ab hamāre gaañv ke ma.asūm bhī

    ho ga.e shaitān khiḌkī band rakh

    hai gali sunsan khiDki band rakh

    main yahan anjaan khiDki band rakh

    kya pata kab par ho jaen haden

    tez hai tufan khiDki band rakh

    main to banjara hun mujh se is qadar

    mat baDha pahchan khiDki band rakh

    ab hamare ganw ke masum bhi

    ho gae shaitan khiDki band rakh

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now