Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hai jaise shams-o-qamar se is aasman ki shan

Dr. Yasin Aatir

hai jaise shams-o-qamar se is aasman ki shan

Dr. Yasin Aatir

MORE BYDr. Yasin Aatir

    hai jaise shams-o-qamar se is āsmān shaan

    baḌoñ ke dam se hotī hai ḳhāndān shaan

    thā bazm-e-yār meñ huqqe ehtimām kabhī

    ziyāfatoñ meñ thī ik roz pān-dān shaan

    ajab hai shahr-e-qavā.ed na inzibāt koī

    na bādshāh izzat na pāsbān shaan

    vaqār-e-ishq meñ mutlaq kamī nahīñ aatī

    ḳhasārā aur baḌhātā hai is dukān shaan

    isī se buntā huuñ 'ātir' ġhazal pairāhan

    bas ik kapās khetī hai is kisān shaan

    hai jaise shams-o-qamar se is aasman ki shan

    baDon ke dam se hi hoti hai KHandan ki shan

    tha bazm-e-yar mein huqqe ka ehtimam kabhi

    ziyafaton mein thi ek roz pan-dan ki shan

    ajab hai shahr-e-qawaed na inzibaat koi

    na baadshah ki izzat na pasban ki shan

    waqar-e-ishq mein mutlaq kami nahin aati

    KHasara aur baDhata hai is dukan ki shan

    isi se bunta hun 'atir' ghazal ka pairahan

    bas ek kapas ki kheti hai is kisan ki shan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now