Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hai jo sina mein jagah lahke hai angara sa

Mohammad Amaan Nisar

hai jo sina mein jagah lahke hai angara sa

Mohammad Amaan Nisar

MORE BYMohammad Amaan Nisar

    hai jo siina meñ jagah lahke hai añgārā

    dil jo pahlū meñ hai betāb hai vo paarā

    aañkh lagtī hai koī pal to hameñ haañ us

    ālam-e-ḳhvāb meñ ho jaa.e hai nazzārā

    dil hai us sozan-e-mizhgāñ se mushabbak merā

    chhūTne kyuuñ lage ḳhuun favvārā

    dil kahīñ diida kahīñ hai kahīñ jaan kahīñ

    gardish-e-charḳh meñ har ek hai āvārā

    sīna-kūbāñ tire kūcha se rah jaatā hai 'nisār'

    sub.h se sunte haiñ ham coach naqqārā

    hai jo sina mein jagah lahke hai angara sa

    dil jo pahlu mein hai betab hai wo para sa

    aankh lagti hai koi pal to hamein han us ka

    aalam-e-KHwab mein ho jae hai nazzara sa

    dil hai us sozan-e-mizhgan se mushabbak mera

    chhuTne kyun lage KHun ka fawwara sa

    dil kahin dida kahin ji hai kahin jaan kahin

    gardish-e-charKH mein har ek hai aawara sa

    sina-kuban tere kucha se rah jata hai 'nisar'

    subh se sunte hain hum coach ka naqqara sa

    Source:

    intekhaab-e-sukhan(avval) (Pg. 81)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now