Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

humse hui ki aap se ye bahs hai fuzul

Sada Ambalvi

humse hui ki aap se ye bahs hai fuzul

Sada Ambalvi

MORE BYSada Ambalvi

    ham se huī ki aap se ye bahs hai fuzūl

    mil kar chalo sudhār leñ jo bhī huī hai bhuul

    kis shaḳhs se hayāt meñ hotī nahīñ hai bhuul

    kitnoñ meñ dam hai bhuul ko apnī kareñ qubūl

    tan ḳhushī ke vāste man ko na kar malūl

    badle meñ zamīr ke hargiz na zar qubūl

    baar baar aa.ina dhone maiñ ne bhuul

    dar-asl merā chehra thā jis par jamī thī dhuul

    tā-umr dil meñ ai 'sadā' khaTkegī ban ke shuul

    bhuul kar bhī bhuul chhupāne kar na bhuul

    hum se hui ki aap se ye bahs hai fuzul

    mil kar chalo sudhaar len jo bhi hui hai bhul

    kis shaKHs se hayat mein hoti nahin hai bhul

    kitnon mein dam hai bhul ko apni karen qubul

    tan ki KHushi ke waste man ko na kar malul

    badle mein tu zamir ke hargiz na zar qubul

    ki bar bar aaina dhone ki main ne bhul

    dar-asl mera chehra tha jis par jami thi dhul

    ta-umr dil mein ai 'sada' khaTkegi ban ke shul

    tu bhul kar bhi bhul chhupane ki kar na bhul

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Ghulam Abbas

    Ghulam Abbas

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now