Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum to lauT aaen magar dasht sabab puchhta hai

Vipul Kumar

hum to lauT aaen magar dasht sabab puchhta hai

Vipul Kumar

MORE BYVipul Kumar

    ham to lauT aa.eñ magar dasht sabab pūchhtā hai

    jāñ-dahī chhoḌ ke ghar-bār se lag jaane

    taab is ishq na us ishq pe mar miTne

    dil ki har yār-e-tarah-dār se lag jaane

    sar kashīda liye phirte haiñ ki shāyad mil jaa.e

    ek mauqa tirī talvār se lag jaane

    ek putlī nahīñ phirne mire marne se

    ek shāna nahīñ dīvār se lag jaane

    sāñvlī rut ko na dekho ki ye tarsī huī shaam

    ik bahāna hai gale yaar se lag jaane

    hum to lauT aaen magar dasht sabab puchhta hai

    jaan-dahi chhoD ke ghar-bar se lag jaane ka

    tab is ishq na us ishq pe mar miTne ki

    dil ki har yar-e-tarah-dar se lag jaane ka

    sar kashida liye phirte hain ki shayad mil jae

    ek mauqa teri talwar se lag jaane ka

    ek putli nahin phirne ki mere marne se

    ek shana nahin diwar se lag jaane ka

    sanwli rut ko na dekho ki ye tarsi hui sham

    ek bahana hai gale yar se lag jaane ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now