Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamare sath phir dhoka hua hai

Naveed Sarosh

hamare sath phir dhoka hua hai

Naveed Sarosh

MORE BYNaveed Sarosh

    hamāre saath phir dhokā huā hai

    ye manzar bārhā dekhā huā hai

    musāfir ab ye kis ke muntazir haiñ

    safar kis ke liye rokā huā hai

    javāb aaya ki vo ghar meñ nahīñ hai

    magar vo ghar meñ soyā huā hai

    na kuchh rishta na koī us se va.ada

    mirī ḳhātir vo kyoñ Thahrā huā hai

    jo bologe to hāroge yaqīnan

    ki chup rahne saudā huā hai

    hamare sath phir dhoka hua hai

    ye manzar barha dekha hua hai

    musafir ab ye kis ke muntazir hain

    safar kis ke liye roka hua hai

    jawab aaya ki wo ghar mein nahin hai

    magar wo ghar hi mein soya hua hai

    na kuchh rishta na koi us se wada

    meri KHatir wo kyon Thahra hua hai

    jo bologe to haaroge yaqinan

    ki chup rahne ka hi sauda hua hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now