Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamari aankh mein naqsha ye kis makan ka hai

Shahryar

hamari aankh mein naqsha ye kis makan ka hai

Shahryar

MORE BYShahryar

    hamārī aañkh meñ naqsha ye kis makān hai

    yahāñ saarā 'ilāqa to āsmān hai

    hameñ nikalnā paḌā raat ke jazīre se

    ḳhatar agarche is ik faisle meñ jaan hai

    ḳhabar nahīñ hai ki dariyā meñ kashtī-e-jāñ hai

    mu'āhida jo havāoñ se bādbān hai

    tamām shahr pe ḳhāmoshiyāñ musallat haiñ

    laboñ ko kholo ki ye vaqt imtihān hai

    kahā hai us ne to guzregā jism se ho kar

    yaqīn yuuñ hai vo pakkā bahut zabān hai

    hamari aankh mein naqsha ye kis makan ka hai

    yahan ka sara 'ilaqa to aasman ka hai

    hamein nikalna paDa raat ke jazire se

    KHatar agarche is ek faisle mein jaan ka hai

    KHabar nahin hai ki dariya mein kashti-e-jaan hai

    mu'ahida jo hawaon se baadban ka hai

    tamam shahr pe KHamoshiyan musallat hain

    labon ko kholo ki ye waqt imtihan ka hai

    kaha hai us ne to guzrega jism se ho kar

    yaqin yun hai wo pakka bahut zaban ka hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now