Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamari subh ka aaghaz bhi misali hai

Amir Hamza Saqib

hamari subh ka aaghaz bhi misali hai

Amir Hamza Saqib

MORE BYAmir Hamza Saqib

    hamārī sub.h āġhāz bhī misālī hai

    laboñ pe naam tirā chaa.e piyālī hai

    phaTe phaTe se haiñ diide darīcha-o-dar ke

    ki tāqchoñ ne havāoñ se lau lagā hai

    vo ġhul machā ki bujhā.e ga.e saroñ ke charāġh

    vo shor uThā ki ujāloñ pā.emālī hai

    hamārā kyā hai ki ham jeb-chāk-o-ḳhāk-badan

    mizāj aap kaisā janāb-e-‘ālī hai

    hamari subh ka aaghaz bhi misali hai

    labon pe nam tera chae ki piyali hai

    phaTe phaTe se hain dide daricha-o-dar ke

    ki taqchon ne hawaon se lau laga li hai

    wo ghul macha ki bujhae gae saron ke charagh

    wo shor uTha ki ujalon ki paemali hai

    hamara kya hai ki hum jeb-chaak-o-KHak-badan

    mizaj aap ka kaisa janab-e-‘ali hai

    Source:

    Jism Ka Bartan Sard Pada Hai (Pg. 71)

    • Author: Ameer Hamza Saqib
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2019
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now