Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamein junun diya aur tu hosh-mand hua

Mohammad Javed Anwar

hamein junun diya aur tu hosh-mand hua

Mohammad Javed Anwar

MORE BYMohammad Javed Anwar

    hameñ junūn diyā aur hosh-mand huā

    isī qarīn se yāram sar-buland huā

    hamārā naġhma samā.at pe kyoñ garāñ guzrā

    ki terā zahr-e-halāhal hameñ to qand huā

    jo nikalte the gaahe tirī galī taraf

    ye jashn-e-chashm bhī muddat huī hai band huā

    ye kaj-kulāh tirī bārgah bāj-guzār

    ki us tiir tire haath kamand huā

    use hai raas ye daa.im mirā rukū-o-sujūd

    mirī razā se vo but ḳhuub bahra-mand huā

    hamein junun diya aur tu hosh-mand hua

    isi qarin se yaram tu sar-buland hua

    hamara naghma samaat pe kyon garan guzra

    ki tera zahr-e-halahal hamein to qand hua

    jo ja nikalte the gahe teri gali ki taraf

    ye jashn-e-chashm bhi muddat hui hai band hua

    ye kaj-kulah teri bargah ka baj-guzar

    ki us ka tir tere hath ki kamand hua

    use hai ras ye daim mera ruku-o-sujud

    meri raza se wo but KHub bahra-mand hua

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now