Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamein thoDi bataya ja raha hai

Aarib Hasimi

hamein thoDi bataya ja raha hai

Aarib Hasimi

MORE BYAarib Hasimi

    hameñ thoḌī batāyā rahā hai

    añdhere ko baḌhāyā rahā hai

    kabhī ham ghar banā.eñge yahāñ par

    abhī naqsha banāyā rahā hai

    bhalā kyoñ dhund chhaTtī rahī hai

    kise manzar pe laayā rahā hai

    banegā mas.ala tab dekh leñge

    abhī tak to banāyā rahā hai

    kamāñ meñ tiir bhī khīñchā huā hai

    parinda bhī uḌāyā rahā hai

    chale bhī aao ab tāvīl kaisī

    mohabbat se bulāyā rahā hai

    ajab ik ā.ina-ḳhāna hai 'ārib'

    mujhe mujh se milāyā rahā hai

    hamein thoDi bataya ja raha hai

    andhere ko baDhaya ja raha hai

    kabhi hum ghar banaenge yahan par

    abhi naqsha banaya ja raha hai

    bhala kyon dhund chhaTti ja rahi hai

    kise manzar pe laya ja raha hai

    banega masala tab dekh lenge

    abhi tak to banaya ja raha hai

    kaman mein tir bhi khincha hua hai

    parinda bhi uDaya ja raha hai

    chale bhi aao ab tawil kaisi

    mohabbat se bulaya ja raha hai

    ajab ek aaina-KHana hai 'arib'

    mujhe mujh se milaya ja raha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now