Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hanste hue huruf mein jis ko ada karun

Shehpar Rasool

hanste hue huruf mein jis ko ada karun

Shehpar Rasool

MORE BYShehpar Rasool

    hañste hue hurūf meñ jis ko adā karūñ

    bachchoñ se kis jahāñ kahānī kahā karūñ

    rab azāb-e-harf-o-taḳhaiyyul se de najāt

    ġhazleñ kahā karūñ na mazāmīñ likhā karūñ

    qadmoñ meñ kis ke Daal duuñ ye naam ye nasab

    kuchh to batāo kis qasīda paḌhā karūñ

    ab tak to apne aap se pīchhā na chhuT sakā

    mumkin hai kal se aap ke haq meñ duā karūñ

    kitnī na.ī zabān ho kaisā nayā suḳhan

    is ahd ko to dekh luuñ 'ġhālib' ko kyā karūñ

    'shahpar' mirī hadoñ ta.ayyun kare koī

    āñkhoñ se bah rahūñ ki ragoñ meñ phirā karūñ

    hanste hue huruf mein jis ko ada karun

    bachchon se kis jahan ki kahani kaha karun

    ya rab azab-e-harf-o-taKHaiyyul se de najat

    ghazlen kaha karun na mazamin likha karun

    qadmon mein kis ke Dal dun ye nam ye nasab

    kuchh to batao kis ka qasida paDha karun

    ab tak to apne aap se pichha na chhuT saka

    mumkin hai kal se aap ke haq mein dua karun

    kitni nai zaban ho kaisa naya suKHan

    is ahd ko to dekh lun 'ghaalib' ko kya karun

    'shahpar' meri hadon ka tayyun kare koi

    aankhon se bah rahun ki ragon mein phira karun

    RECITATIONS

    Shehpar Rasool

    Shehpar Rasool,

    Shehpar Rasool

    hanste hue huruf mein jis ko ada karun Shehpar Rasool

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now