aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har gam hadsa hai Thahar jaiye janab

Ameer Qazalbash

har gam hadsa hai Thahar jaiye janab

Ameer Qazalbash

MORE BYAmeer Qazalbash

    har gaam hādsa hai Thahar jā.iye janāb

    rasta agar ho yaad to ghar jā.iye janāb

    zinda haqīqatoñ ke talātum haiñ sāmne

    ḳhvāboñ kashtiyoñ se utar jā.iye janāb

    insāf salīb huuñ sachchā.iyoñ zahr

    mujh se mile baġhair guzar jā.iye janāb

    din safar to kaT gayā sūraj ke saath saath

    ab shab anjuman meñ bikhar jā.iye janāb

    koī churā ke le gayā sadiyoñ e'tiqād

    mimbar sīḌhiyoñ se utar jā.iye janāb

    har gam hadsa hai Thahar jaiye janab

    rasta agar ho yaad to ghar jaiye janab

    zinda haqiqaton ke talatum hain samne

    KHwabon ki kashtiyon se utar jaiye janab

    insaf ki salib hun sachchaiyon ka zahr

    mujh se mile baghair guzar jaiye janab

    din ka safar to kaT gaya suraj ke sath sath

    ab shab ki anjuman mein bikhar jaiye janab

    koi chura ke le gaya sadiyon ka e'tiqad

    mimbar ki siDhiyon se utar jaiye janab

    RECITATIONS

    Khalid Mubashshir

    Khalid Mubashshir,

    Khalid Mubashshir

    har gam hadsa hai Thahar jaiye janab Khalid Mubashshir

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now