Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har pal tha lala-zar abhi kal ki baat hai

Raman Lal Agarwal

har pal tha lala-zar abhi kal ki baat hai

Raman Lal Agarwal

MORE BYRaman Lal Agarwal

    har pal thā lāla-zār abhī kal baat hai

    har gul pe thā nikhār abhī kal baat hai

    jo dekhte haiñ chashm-e-hiqārat se ab mujhe

    karte the mujh se pyaar abhī kal baat hai

    mere chaman meñ kis liye pābandiyāñ haiñ aaj

    thā mujh ko iḳhtiyār abhī kal baat hai

    jo dekh kar nigāh bachā kar chale ga.e

    karte the intizār abhī kal baat hai

    'ramman' ko ab bhī apnī mohabbat pe naaz hai

    tum bā-vafā the yaar abhī kal baat hai

    har pal tha lala-zar abhi kal ki baat hai

    har gul pe tha nikhaar abhi kal ki baat hai

    jo dekhte hain chashm-e-hiqarat se ab mujhe

    karte the mujh se pyar abhi kal ki baat hai

    mere chaman mein kis liye pabandiyan hain aaj

    tha mujh ko iKHtiyar abhi kal ki baat hai

    jo dekh kar nigah bacha kar chale gae

    karte the intizar abhi kal ki baat hai

    'ramman' ko ab bhi apni mohabbat pe naz hai

    tum ba-wafa the yar abhi kal ki baat hai

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now