Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har-su dhuen ka raqs hai aaj apne ganw mein

Aslam Aazad

har-su dhuen ka raqs hai aaj apne ganw mein

Aslam Aazad

MORE BYAslam Aazad

    Interesting Fact

    Kitab, Lucknow

    har-sū dhueñ raqs hai aaj apne gaañv meñ

    jalte lahū hai sisaktī havāoñ meñ

    manzar ko dekhte vo behosh ho gayā

    jhāñkā jo us ne ruuh andhī guphāoñ meñ

    bistar pe pichhlī raat ajab mājrā huā

    āñkheñ thiiñ band uḌtā rahā maiñ ḳhalāoñ meñ

    sāhil ret par maiñ khaḌā sochtā rahā

    uljhā thā merā zehn nadī havāoñ meñ

    yuuñ to musāfiroñ nahīñ hai kamī yahāñ

    Thahrā nahīñ magar koī dil sarāoñ meñ

    har-su dhuen ka raqs hai aaj apne ganw mein

    jalte lahu ki bu hai sisakti hawaon mein

    manzar ko dekhte hi wo behosh ho gaya

    jhanka jo us ne ruh ki andhi guphaon mein

    bistar pe pichhli raat ajab majra hua

    aankhen thin band uDta raha main KHalaon mein

    sahil ki ret par main khaDa sochta raha

    uljha tha mera zehn nadi ki hawaon mein

    yun to musafiron ki nahin hai kami yahan

    Thahra nahin magar koi dil ki saraon mein

    Source:

    1971 ki Muntakhab Shayri (Pg. 103)

    • Author: Kumar Pashi, Prem Gopal Mittal
      • Edition: 1972
      • Publisher: P.K. Publishers, New Delhi
      • Year of Publication: 1972
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now