Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har tamanna dil se ruKHsat ho gai

Neena Sahar

har tamanna dil se ruKHsat ho gai

Neena Sahar

MORE BYNeena Sahar

    ''har tamannā dil se ruḳhsat ho ga.ī''

    lījiye fursat fursat ho ga.ī

    kaun samjhā.e dar-o-dīvār ko

    jin ko tere diid lat ho ga.ī

    ham nahīñ ab bārishoñ ke muntazir

    ab hameñ sahrā aadat ho ga.ī

    sarhadoñ bastiyoñ dil huā

    vahshatoñ jin ko aadat ho ga.ī

    sāhiloñ par kyā gharoñdoñ vajūd

    TūTnā in qismat ho ga.ī

    rāhatoñ bhī talab baaqī nahīñ

    dard se aise mohabbat ho ga.ī

    har tamanna dil se ruKHsat ho gai

    lijiye fursat hi fursat ho gai

    kaun samjhae dar-o-diwar ko

    jin ko tere did ki lat ho gai

    hum nahin ab barishon ke muntazir

    ab hamein sahra ki aadat ho gai

    sarhadon ki bastiyon sa dil hua

    wahshaton ki jin ko aadat ho gai

    sahilon par kya gharondon ka wajud

    TuTna hi in ki qismat ho gai

    rahaton ki bhi talab baqi nahin

    dard se aise mohabbat ho gai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now