Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hasin aisa tha wo ki paDte nazar gaya dil

Ismail Raaz

hasin aisa tha wo ki paDte nazar gaya dil

Ismail Raaz

MORE BYIsmail Raaz

    hasīn aisā thā vo ki paḌte nazar gayā dil

    phir us ne ik din zabān kholī utar gayā dil

    badalte mausam se lutf-andoz ho rahā thā

    achānak us ḳhayāl aaya to Dar gayā dil

    shurūa din se ham ne majnūñ pairvī

    shurūa din se udhar chale ham jidhar gayā dil

    zarā mohabbat maiñ ne miqdār kyā baḌhā.ī

    vo tang-dil thā so us jaldī se bhar gayā dil

    hasin aisa tha wo ki paDte nazar gaya dil

    phir us ne ek din zaban kholi utar gaya dil

    badalte mausam se lutf-andoz ho raha tha

    achanak us ka KHayal aaya to Dar gaya dil

    shurua din se hi hum ne majnun ki pairwi ki

    shurua din se udhar chale hum jidhar gaya dil

    zara mohabbat ki main ne miqdar kya baDhai

    wo tang-dil tha so us ka jaldi se bhar gaya dil

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now