Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hawa ko aazmane ja rahe ho

Javed Siddiqi Azmi

hawa ko aazmane ja rahe ho

Javed Siddiqi Azmi

MORE BYJaved Siddiqi Azmi

    havā ko āzmāne rahe ho

    charāġh-e-dil jalāne rahe ho

    usī dar par sañvartā hai muqaddar

    jahāñ sar ko jhukāne rahe ho

    jo sañg-e-mīl hai rāh-e-vafā

    use rasta batāne rahe ho

    miyāñ hālāt ab achchhe nahīñ haiñ

    kabūtar kyuuñ uḌāne rahe ho

    Dagar hai ishq āsāñ na samjho

    tum apnā ghar jalāne rahe ho

    baḌe dil-vāle ho 'jāved'-sāhab

    gale un ko lagāne rahe ho

    hawa ko aazmane ja rahe ho

    charagh-e-dil jalane ja rahe ho

    usi dar par sanwarta hai muqaddar

    jahan sar ko jhukane ja rahe ho

    jo sang-e-mil hai rah-e-wafa ka

    use rasta batane ja rahe ho

    miyan haalat ab achchhe nahin hain

    kabutar kyun uDane ja rahe ho

    Dagar hai ishq ki aasan na samjho

    tum apna ghar jalane ja rahe ho

    baDe dil-wale ho 'jawed'-sahab

    gale un ko lagane ja rahe ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now