aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hawa se baat chali teri KHushbu lane ki

Waqas Aziz

hawa se baat chali teri KHushbu lane ki

Waqas Aziz

MORE BYWaqas Aziz

    havā se baat chalī terī ḳhushbū laane

    udaas shaam ne koshish muskurāne

    dhueñ rail chalī manzaroñ meñ dukh gūñjā

    safar baat bhī hai baat chhoḌ jaane

    ye shahr ḳhvāb-zada hai yahāñ galiyoñ meñ

    diye lau se zarūrat hai din banāne

    hamārā ishq abhī ras pakaḌne vaalā thā

    havā-e-hijr ko jaldī thī phal girāne

    lakīr khīñch ke kāġhaz ko moḌe jaate ho

    ajiib naqsh-garī hai ye phaḌphaḌāne

    hawa se baat chali teri KHushbu lane ki

    udas sham ne koshish ki muskurane ki

    dhuen ki rail chali manzaron mein dukh gunja

    safar ki baat bhi hai baat chhoD jaane ki

    ye shahr KHwab-zada hai yahan ki galiyon mein

    diye ki lau se zarurat hai din banane ki

    hamara ishq abhi ras pakaDne wala tha

    hawa-e-hijr ko jaldi thi phal girane ki

    lakir khinch ke kaghaz ko moDe jate ho

    ajib naqsh-gari hai ye phaDphaDane ki

    Source:

    Tasteer (Pg. 249)

      • Publisher: Book Corner, Pakistan
      • Year of Publication: 2017
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now