Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hayat-e-taza ka paigham inqalab mein hai

Saqib Kanpuri

hayat-e-taza ka paigham inqalab mein hai

Saqib Kanpuri

MORE BYSaqib Kanpuri

  hayāt-e-tāza paiġhām inqalāb meñ hai

  ki ik sukūn pahlū bhī iztirāb meñ hai

  abhī se kyoñ dil-e-vārafta meñ hai josh-e-nashāt

  abhī to jalva-e-rangīñ tirā hijāb meñ hai

  ye maanā miT gayā amvāj kashākash se

  magar numūd ik shaan to hijāb meñ hai

  abhī kahāñ huī takmīl-e-ishq ai 'sāqib'

  abhī to aarzū us dil-e-ḳharāb meñ hai

  hayat-e-taza ka paigham inqalab mein hai

  ki ek sukun ka pahlu bhi iztirab mein hai

  abhi se kyon dil-e-warafta mein hai josh-e-nashat

  abhi to jalwa-e-rangin tera hijab mein hai

  ye mana miT gaya amwaj ki kashakash se

  magar numud ki ek shan to hijab mein hai

  abhi kahan hui takmil-e-ishq ai 'saqib'

  abhi to aarzu us ki dil-e-KHarab mein hai

  Source :
  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now